Sunday, March 18, 2012

Jal gaya yeh jism jahan... II part


Jala tha Jism, jala tha ek parvaana
kha k ikk shamaa se thokar

Ruth tha tab rabb, jab tu gai mujhe
mere halaaton main chod-kar

kaha tha khudse tab:
kahatam kardenge yeh yaad yeh jism
Aur yeh dil jisme bassi hai teri yaad
aur ho jayegi kahatm yeh ruh bhi tab
Jab choo k gayi mujhe tum
hui thi Jauda, Ban k gai gair… mujhse hokar

Jala tha yeh jism jali thi yeh zid
Ki ikk pal tha aise, ankhon main ankhein mila sake tum
Ruthe nahi thi hum jante hian, rutha tha humse yeh rabb
Jab ruthe the naseeb humse, Humse hamaare  hokkar


Yeh thi hamaari kahaani hamarari benasi ki,
Logo k liye mehfil sajaane ka andaaz,
aur hammme is dil ki thokaar
dil ki thokkar … dil ki thokar…